Processor kya hai | Processor Ki Puri Jaankari Hindi Me |
Hello dosto ek baar fir se aapka modernindianss ke iss naye post pe welcome hai. Dosto jaisa ki aapko pta hi hoga ki abhi ke time me technology kitni advance ho gayi hai.
Aur kitni fast ho gyi hai. Abhi ke time me jitne bhi smatphone aur computer hain unki perofromance speed kaafi achhi hoti hai. Lekin dosto kya aapko pta hai ki kisi bhi computer, laptop, tablet, smartphone etc. ke performance ke pichhe Processor ka bahut baraa haath hota hai.
Sayad aap me se bahut kam aise log hain jinhe processor ke baare me achhe se pta ho. To dosto agar aap processor ke baare me nhi jaante hain to chinta karne ki koi baat nhi hai. Kyoki, aaj ke iss post me main aapko processor kya hai iske baare me puri jaankari dene wala hun. To chaliye aaj ke iss post ko start karte hain.
Processor Kya hai ? hindi me
Processor ek chip hota hai jo ki computer smartphone tablet etc. mein laga hota hai. Ye sabhi gadgets ka ek important part hota hai.
Jo ki hardware or software ke bich hone wali activity (gatividhyon) ko samajhne ka kaam karta hai. Aur jab ham koi command (Nirdesh/Order) ise dete hain to processor use samjh karke use process me lga deta hai aur fir hame output deta hai.
Processor ko Central Processing Unit bhi kaha jaata hai. Ye ek square shape jaisa hota hai, ise CPU ke slot me lagaya jata hai. Read More…
Agar aap pure detail me janna chahte hain ki Processor Kya hai to niche diye gye link pe click karke aap processor ke baare me puri jaankari le sakte hain