Internet Banking Kya Hai In Hindi

Modernindianss
2 min readApr 28, 2021

--

Internet Banking Kya Hai In Hindi

Internet Banking Kya Hai In Hindi

Dosto aap me se bahut se logon ne net banking ka naam to jarur suna hoga. Lekin aap me se kaafi kam logon ko pta hoga ki net banking hota kya hai. To agar aap unme se hain jinhe net banking ke baare me nhi pta hai to aaj ke ye article aapke liye hi hai. Kyoki aaj ke iss article me mai aapko net banking ke baare me puri jaankari dene wala hun. To agar aap bhi net banking ke baare me janna chahte hain to hmare saath bane rahiye. (Internet Banking Kya Hai In Hindi)

Net Banking Kya Hai In Hindi

Net Banking Kya Hai In Hindi

Net banking bank ke dwara provide kiya gya ek aisa service hai. Jiski madad se aap bina bank jaaye apne bank account ke lagbhag saare kaam ghar baithe kar sakte hai. Agar aapko apne bank account ka statement dekhna ho, Account ka balance check karna ho. Ya fir apne account se kisi dusre ke account me paise transfer karne ho to voh aap bahut hi aasaani se kar sakte hain. Net banking ki madad se aap online e-commerce website pe shopping kar sakte hain. Aur bhi aise bahut saare kam hain jise aap net banking ki madad se ghar baithe kar sakte ho. (Internet Banking Kya Hai In Hindi)

Net Banking Ke Features

  • Money Transfer — Net banking ki madad se aap ghar baithe kisi ke bhi account me paise transfer kar sakte ho.
  • Bank Balance chek — Net banking aapko apne account ke balance ko check karne ka bhi option deta hai. Jiski madad se aap real time aap apne account ke balance ko check kar sakte ho.
  • Bank Statement — Net banking ki help se aap online apne bank account ki statement nikal sakte ho. Jisse aapko pta chalega ki kab kab aapke account me paise deposit hue hai. Aur kab kab withdraw kiye gye hain.
  • Account Opening — Net banking ki madad se aap apne saving account ke saath saath Current, FD or RD jaise account online khol sakte ho.

Net Banking Kaise Use Kare (Net Banking Kaise chalu kare)

Net banking ko use karne ke liye aapke paas inn chizo ko hona bahut jaruri hai. Jaise ki-

  • Smartphone / Computer
  • Internet connection
  • Natbanking username and password

Agar aap Net Banking ke baare me puri jaankari hindi me janna chahte hain to niche diye gye link pe click kare

https://modernindianss.xyz/internet-banking-kya-hai-in-hindi/

--

--

Modernindianss
Modernindianss

Written by Modernindianss

We are providing Technology, Android, App Review & Online earning releated content in hindi language.

No responses yet